Uttarakhand Encyclopedia : उत्तराखण्ड ज्ञानकोष अपना उत्तराखण्ड आइये, जाने, समझें और जुडें अपने पहाड़ से, अपने उत्तराखण्ड से मेरा पहाड़ फोरम तब नहीं तो अब गैरसैंण, अब नहीं तो कब गैरसैंण राजधानी से कम मंजूर नहीं

4 responses to “मां बाल सुंदरी मन्दिर, काशीपुर”

  1. Sandeep Singh

    Good Its realy good

  2. ajay pandey

    almora se someshwar ko jaate samay bich me ek station ranman padta hai uske niche ek gao hai supakoth is gaon ki pagdandiyon se hote hue ek ucchai par ek mandir aata hai jiska naam hai gananath is mandir me bade bade vat ke vriksh hai in vatvriksho ki jattaon se shudh jal behta hai yeh jal uppar se dudh ki tarah nazar aata hai niche aakar paani ke roop me dikhai deta hai is dudhiya jal ke vishay me ek pouranik katha prachalit hai kaha jata hai ki yeh dudhiya jal pehle puri tarah dudh ki nadiyo ki tarah behta tha mandir me rehne waale kuch santo ne us dudh ki khir banaake khali tabse yeh uppar se to dudhiya dikhaai deta hai par nicche aake jal me badal jaata hai lekin gananath ka yeh mandir shiv shakti se bharpoor mana jaata hai jo bhi yahan sacche man se bhakti bhav ki bhaawna se aata hai uske manokamnaye jarur puri hoti hai supakoth ke gramvasi kisi bhi shubh karya ke baad iss mandir me avashya jaate hai iss mandir se ek raasta takula ko bhi jaata hai

  3. naveenkumar

    jaimata

  4. Jsbjm

    Great Maa Balsundari Devi Mandir

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.